Lailahailallah
trp
Bait-e-Tariqat


Surah: 48 (Al -Fath) | Ayat :10 (Tarjuma)
۔ ( اے حبیب! ) بیشک جو لوگ آپ سے بیعت کرتے ہیں وہ اللہ ہی سے بیعت کرتے ہیں ، ان کے ہاتھوں پر ( آپ کے ہاتھ کی صورت میں ) اللہ کا ہاتھ ہے ۔ پھر جس شخص نے بیعت کو توڑا تو اس کے توڑنے کا وبال اس کی اپنی جان پر ہوگا اور جس نے ( اس ) بات کو پورا کیا جس ( کے پورا کرنے ) پر اس نے اللہ سے عہد کیا تھا تو وہ عنقریب اسے بہت بڑا اجر عطا فرمائے گا

Shajra e Quadriya
  1. "Huzoor e Poor Noor Sayyadul Aalameen Hazrat Muhammad Mustafa (Salla Allahu 'alayh wasalam)" tak wasila hai.
  2. Sualeheen ka zikr baaise nuzule rahmat hai.
  3. Naam ba naam apne buzurgo ko isaal-e-sawaab pouchana unki bargah se baaise nazar-e-inayat hai.
  4. jab shajara padne wala aukat-e-musibat me unka naam lega wo iski dastgiri karenge. lihaza har murid-e- saadiq ko apna shajra-e-mubarka rozana bad namaz-e-fajar tilawat kare'ya kisi bhi waqt padna chahye aur us ke fazail wa barkat haasil kare.


  5. HIDAYAT: sahjra-e- mubarka kabro me rakhne se tilawat karna behtar hai.


    Urdu | Arabic | English
trp